Tuesday, October 14, 2008

आओ हसें -2

In an army camp a Subedar is teaching map reading to jawans.
Subedar- jawan log, samne phadi(mountain) hai, phadi pe north hai. sab dhyan laga kar suno. phadi per north hai.
One jawan- Sir, agar main Chalte chalte phadi per chala jaon to north kaha hoga.
Subedar(after thinking for a while)- zara ruko, main bade saab se pooch kar aata hoon.
after some time subedar returns and
subedar- bade saab ka aadesh hai ke pahedi per koi nehi jaayega.

1 comment:

PrabJyot said...

kya yeh jawaan tum they?